Q.
COMPLETELY unipolar world mein USA asaani se doosre country ke sarkar badal raha hai.After winning war in iraq, afgha, libya why US economy in slowdown? Kya jeetne war ka laabh kisi aur ko mil raha hai?
Asked by xsalessman,
12 Sep '11 11:27 am
Earn 10 points for answering
Answers (1)
1.
USA sare deshon ki sarkar nahi badal raha , Wahan ke log badal rahe hain.
Egypt main Hosni Mubarak , USA ki kathputli tha lekin Janata ne use ukhad phenka .Syriya , Jordon , Yeman , Oman sab jagah yahi kahani hai.
Answered by Batao Na, 12 Sep '11 11:29 am
Egypt main Hosni Mubarak , USA ki kathputli tha lekin Janata ne use ukhad phenka .Syriya , Jordon , Yeman , Oman sab jagah yahi kahani hai.
Report abuse
Useful
(0)
Not Useful
(0)
Your vote on this answer has already been received