Q.
Khud ko mai baant na daloon kahin daman daman.....
kar diya tune agar mere hawale mujhko..........
Asked by shainty,
25 Jan '08 02:33 pm
Earn 10 points for answering
Answers (1)
1.
Apne haathoN kee lakiroN meiN basa le muJhko
main hooN tera to naseeb apna bana le muJhko
muJhse too poochne aaya hai wafa ke maani
ye teri saadaa-dili maar na Daale muJhko
khud ko maiN baaNt na DaalooN kahiN daaman-daaman
kar diya tune agar mere hawaale muJhko
waada fir waada hai maiN zehar bhi pee jaaooN 'qateel'
shaRt ye hai koi baahoN meiN sambhaale muJhko
Answered by parul advani, 19 Jul '08 03:44 am
main hooN tera to naseeb apna bana le muJhko
muJhse too poochne aaya hai wafa ke maani
ye teri saadaa-dili maar na Daale muJhko
khud ko maiN baaNt na DaalooN kahiN daaman-daaman
kar diya tune agar mere hawaale muJhko
waada fir waada hai maiN zehar bhi pee jaaooN 'qateel'
shaRt ye hai koi baahoN meiN sambhaale muJhko
Report abuse
Useful
(0)
Not Useful
(0)
Your vote on this answer has already been received