Ek ( dur) ghatna kal kee.. Shri Babulal saini, village BHOPA, Distt Muzaffarpur(UP) ,khanti JAAT kal office mein inhoney gana gaya sheela ki jawani, sheela ji ney utha kay complaint thonk deee Sexual Harrasment of woman in workplace. Management ney ek board of enquiry constitute karee, Shaam hotey hotey Babulal jee suspend kar diye gaye. Hamney madam ko samjhaya ki becharey ney gana hi to gaya hai aur kuchh to kiya nai ? madam ka kahna tha roz roz ye hi gana kyon gata hai? Mainey samjhaya gareeb jaat ko doosara aata nai hogaa? Aap complaint to vapis ley lo usay samjha deingay ab say who a
Answers (1)
Babulaal Saini sudhare ke nahi, ya kisi Munni ko badnaam karne ke liye dhoondh rahe hain ab?