Q.
Kuch log uper wala per har samasya chodkar...mast rahte hai....kya aisa karke vo khud ko samsya se ladnese khud ko kamzor nahi banate.??????
Asked by suryakant khare,
27 Aug '12 06:37 pm
Earn 10 points for answering
Answers (2)
1.
Jo apni madad khud karta hai bhagwan bhi usi ki madad karta hai
Answered by Latika, 27 Aug '12 06:41 pm
Report abuse
Useful
(0)
Not Useful
(0)
Your vote on this answer has already been received
2.
Adheekansh Samasaayoon kaa Hal "Sahaj Bhudhee" say hee sambhav hotaa hain , aisaa kar kay vay Shaj Honay kaa prayaas kartey hain , Jab chintaa aur Pareshaanee Dono hee nahee rahengee Tabhee to "Sahaj Budhee" Jagrat hogee .
Sirf Chintaa say tp apnaa Rakt chaap hee badhta hain .Koee bhee Vyaktee Cahintaaon kay saath Prasaann nahee reh saktaa .
Isliye Vyavhaarik yahee hain kee Mast rahaa jaaye , jaisee samasyaa jab aaye usay Shaant chitt say hee parkhaa jaaye .
Answered by Vasant Naramdev, 27 Aug '12 06:43 pm