Q.
Kab tak lute sapne aankhe taras gayii...badal to na barse aankhe baras gayii...inko jeena kon sikhayeee...yaad he aapko ???
Asked by skdmumbai,
26 Oct '12 01:45 pm
Earn 10 points for answering
Answers (2)
1.
Har aahat pe samjhi woh aay gayo ree ;
jhat ghoonghat mei mukhda chhipa baithi
Virah kee aag mei jaalti huee prem deewani; naina pasaare baat johti rahay;
priyatam ke awan kee aas mei parday kee peechhe se jhank liya kartee hai
Jab nirash ho jaati hai to takia mei munh chhipa kar apne gam ko pighal jaane deti hai, uska bass chalta to wah sindoor kee jagah apne priytam ko maang kee sindoor samajh kar hamesh apne sar par bithaye rahtee
Inhee bhavo se prerit aapki panktiyan hain, hain ki nahin.
Answered by Om Shrivastava, 26 Oct '12 01:51 pm
jhat ghoonghat mei mukhda chhipa baithi
Virah kee aag mei jaalti huee prem deewani; naina pasaare baat johti rahay;
priyatam ke awan kee aas mei parday kee peechhe se jhank liya kartee hai
Jab nirash ho jaati hai to takia mei munh chhipa kar apne gam ko pighal jaane deti hai, uska bass chalta to wah sindoor kee jagah apne priytam ko maang kee sindoor samajh kar hamesh apne sar par bithaye rahtee
Inhee bhavo se prerit aapki panktiyan hain, hain ki nahin.
Report abuse
Useful
(0)
Not Useful
(0)
Your vote on this answer has already been received
2.
Badal or ankhein ek hi kam hai inka barsate rehna
koi sikhayega kisi ko kya yhan to sab pahle se sikhe hue hain
wo to hum hi nadan the ki kuch samajh na paye

jab samjh aaya tab pta chala ki
dharti tarasti hai kabhi aasma ko
aasma tarasta hai kabhi dharti ko
Answered by Pooja Donawat, 26 Oct '12 01:50 pm