Name - Reenu
Date of birth - 02.02.1989
Time : - 3 se 4 ke beech (pm)
Place - Meerut
mujhe aapka programme bahut hi achha lagata hai ,main roz dekhti hun,or aapko hi follow karti hun
main aapse jaan na chahti hun ki main jo bhi cheez paana chahti hun,wahi mujhse door kyun ho jaati hai,aaj tak maine khoya hi kyoya hai.paya kuchh nahi,main ek ladke se bahut pyaar karti hun,woh meri zindagi se chala gaya tha,phir achanak 1 saal ke baad wapas aa gaya,or 4 month ke baad phir chala gaya,hamesha ke liye,main kisi or se shadi nhi krna chahti,kya woh ladka phir se pehle ki tarah wapas aa sakta ha
Answers (2)