Q.
Agar jivan ka dushra naam pran hai, to fir sab mein praan hota hai. chahe ped ho, janwar ho ya inshan. lekin ped paudho ko praani kyu nehin kaha jata hai?
Asked by tapas kumar,
09 Jan 04:51 pm
Earn 10 points for answering
Answers (1)
1.
Ped poudhon aur ek pahchaan hai jo insaan ya dusre praaniyon ka nahi hai....Muul(root)aur bhagwaan ne usey apna khaana khud banane ka power bhi diya hai jo insaan ya anya praniyon mein nahi.....isiliye Pedon ko Praani nahi kahaa jaata....Vanspati kaha jaata....
Answered by Pradipta pati, 09 Jan 04:54 pm
Report abuse
Useful
(1)
Not Useful
(0)
Your vote on this answer has already been received